1.
Sitaroun se aagay jahan 0r bhii hain


Iqbal

Abhi ishq k imtehaan 0r bhii hain




2.
Na aathay hamay is main takrar kya thii


Iqbal

Magar wada kartay huwe aar kya thii




3.
Khuda naseeb karay hind kay imam0un k0

Iqbal

W0 sajda jis may hain millat ki zindagi ka piyaam




4.
Tmanna dard-e-dil ki h0 t0 kar khidmat faqeer0un ki

Nahii milta ye g0har badshahoun ki khazen0un main




5.
Kehta h0un wahi baaat samjhata hun jisay haq

Nay ubla masjid h0un, na tehzeeb kA farzand

0 comments:

Post a Comment

 
Top